Dosto,
chalo toh Story ab aage badhti hai..
Jaise aage bataya waise, Nindbaad, jo ke tharki kism ka naujawaan hai,
woh apne bhai ki tarah anjaane mulko ke daure par nikla hua hai, apne bade bhai
Sindbaad ki tarah dhan-daulat ki talash mein
aur saath saath usey jis 'cheez' ki tharak thi, usey pura karne ke liye.
.
magar raaste mein Nindbaad ke jahaaj ko samandari lutero ne luut liya.
aur usey aur uske saathiyo ko bandhi bana diya.
magr Nindbaad ne ek hero ki tarah bahaduri dikhaayi
aur sab lutero ko maar hataya.
Apna maal-samaan toh wapas mil gaya
aur saath saath Lutero ka dhan-daulat se bhara jahaj bhi ab uska ho gaya.
.
frndz, yeh ek fairy-tale hai, toh isey isi andaaz mein padhna..
mera matlab hai ekdam lightly, toh hi iska lutf utha payenge..
warna ham sab jaante hai, ke iin pari-kathao mein jo jo ham bachpan mein padhte aaye hai, udan-khatola, bhayanak jaadugar, udnewala ghoda, salo se soyi hui rajkumari, kabhi bhi theek na honewali bimaari, etc etc.
yeh sab impossible cheezo ke baare mein ham agar sochte toh bachpan mein bhi ham kabhi waisi kathaao ka maza nahi utha paate.
.
toh jaisa ke upar bataya, Nindbaad aur uske 5 saathi ne apni jeet ka jashan bhi manaya..
aur sidha sada jashan nahi, ek totally sexual jashan..
aur iis khushi ke nashe mein ab woh 6 naujawaan chein aur itminaan se jahaaj mein aaram farma rahe hai,
woh iis baat se be-fikr hai ke yeh jahaaj kausi disha mein ja rha hai ya kab kisi kinara/manzil pe pahuchga,
aur iis baat se be-khabar, ke unki yeh khushi kab tak unka saath deni waali hai.
.
.
usi din shaam ko, bahar samandar ki khubsurti ko araam se taakte hue Suleman aur Nindbaad, dono jahaaj ke bich-o-bich baithe thhe,
.
tab achanak sulemaan bol pada- 'yeh dekh samandar ki chuuchi..!'
.
Nindbaad ne dekha toh apne jahaaj se kariban 25 foot ki duuri par barf ki ek shila ki choti, uski tip, paani ke bahar dikhaayi de rhai thi.
yeh tip kariban 5 foot bahar thi,
yeh jyada nokili nahi thi,
toh paani ke bahar dikhne wala barf ka hissa jo ke chaaro taraf faila hua tha, woh ek boob ki tarah hi lag rha tha
aur iisiliye uus shila ki tip ko sulemaan ne chuchi ka naam de diya.
.
'ja..ja.. muh me le kar chhus le.. ' -Nindbaad mazaak mein bola
aur dono hansne lage.
.
tab unka senior-most saathi Haruun, andar jahaaj ke bhitari hisse mein tha.
agar woh bahar hota, toh iin dono ko hansne nahi deta
aur dono ki gaand par ek ek laat laga kar, jahaaj ko jitna ho sake uus shila se duur le jaane ke kaam mein juuta deta.
.
magar yeh dono naye naye sailors iis baat se anjaan thhe, ke unka jahaaj uus bhayankar badi heem-shila (barf ke parbat) ke bilkul karib se guzar gaya thha.
khush-kismati se, bina takraaye hi.
magar naseeb ki devi har waqt ham par meharbaan nahi hoti hai.
.
.
10-15mins waise hi gap-shap karne mein nikal gayi.
dono mein se kisi ko pata nahi tha, ke barfiley parbato ka ilaka shuru ho chuka hai.
.
yeh barf ke parbat jo hote hai, woh dar-asal barf ke bade tukde hote hai
bade matlab ke.. bahut bahut bade. kisi pahaad ki size ke.
magar kyo ke woh barf ke baney hue hote hai, isliye woh paani mein tairte hue hote hai.
lekin sirf..unki tip paani ke bahar dikhti hai
aur baaki pura ka pura tukda, pani ke nichey duba hua hota hai.
.
woh tip jo ke bahar dikhayi deti hai uski size se pata chal jana chaiye ke nichey kitni bada
pahaad faila hua hai.
tajurbegaar nakhuda yeh baat achchi tarah jaante hai ke
aisa pahaad jitna paani ke bahar dikhta hai uska 5 guna woh paani ke andar hota hai..
yaani ke 25 foot ke pahaad ka 20 foot hissa andar hota hai, aur 5foot bahar.
aur uska aas-paas ka failaav bhi isi maatra mein hota hai.
yani ke agar koi jahaaj uus tip ke 20 foot ki duri se guzar jaaye toh naseeb achcha
warna yeh itne sakht hote hai ke takkar lagne par purey jahaaj ko tod dete hai.
.
toh yeh dono bin-tajurbekaar ladke apni masti mein hi leite rahe iis baat se anjaan ke ekbaar unka jahaaj iis barfiley parbat se bach kar nikla hai,
toh ab unhe kaafi savdhaani baratni padegi.
.
.
10-15 mins baat-cheet karne ke baad
Nindbaad khada hua aur Sulemaan se baat karte karte
woh apni kasrat karna shuru kiya.
Nindbaad ko waise bhi kasrat ka kaafi shauk tha.
din mein jab bhi waqt milta woh kisi na kisi type ki exercise kar hi leta.
toh jahaj mein fix ki hui ek badi si lohe ki ring ko pakad kar woh pull-ups karne laga.
Suleman uske saamne aaram se leita hua baatein kar raha tha,
.
tabhi ek jabardast dhamaaka hua..
sirf dhamaka nahi hua..
jahaaj ko ek bhayanak jhatka bhi laga.
iis ki wajah yeh thhi ke jahaaj dusri heem-shila se takra gya tha, puure zor ke saath.
aur is'se jahaaj ko itna bada dhakka laga..
ke sulemaan 10feet upar hawa mein uchhla aur sidhe samandar mein ja kar gira.
Nindbaad uus lohe ki ring pakde hue tha, toh samhal toh paya
magar bahut bahut mushkil se.
usne dekha ke jahaaj ka agla hissa pura tuut kar jahaaj pura tahas-mehas ho chuka hai.
baaki ke 4 saathi jo jahaaj ke uus hisse mein hi thhe,
unki aakhri cheekh sunaiyi toh di, magar iis dhamake mein ekdam dabi dabi si..
Nindbaad kuch samaj nahi paya
magr itna toh khyal aa gya ke sab barbaad ho gya hai..
.
apne 4 saathi ke bachne ke koi asaar nazar nahi aate thhe
aur sulemaan toh nazar ke saamne hi dariya mein gaayab ho chuka tha.
.
Nindbaad hakka bakka sa reh gaya.
woh pura disturb ho chuka tha..kya karey kya na karey, kuch samaj mein nahi aa raha tha..
.
lekin waisa jyada der tak nahi rha.
usne fauran apne aap ko samhal liya
iis baat ke liye, uski presence of mind ko hi credit deni chahiye
.
usne apna hosh aur hoshiyaari fauran hi waapas pa li
aur jahaaj ke pichhwade ke hissey mein rakhi hui ek chhoti se life-boat ko paani mein utaar diya.
bagal mein padi hui ek khajur ki bori aur sardaar ki uus lakde ki talwaar, uus chhoti si naav mein fenki
aur fir khuud bhi uus naav mein chhalang laga di.
bas chand hi palo mein purey jahaaj mein paani bhar gaya
aur..
aur jahaaj duub gaya.
.
.
Nindbaad ko sirf sulemaan ke bachne ki ummeed thi
ke kahi se paani mein tairta hua, woh aa pahuche toh naav mein khinch kar usey bacha liya ja sakta hai.
lekin baaki chaar saathi toh itni buri tarah zakhmi hue honge ke unke bachne ke koi chance nahi ho sakte.
.
par kaafi der tak sulemaan bhi laut ka nahi aaya.
toh Nindbaad ekdam mayuus ho gaya.
.
iis suum-saam dariya mein woh ab bilkul akela reh gaya tha,
akela aur be-sahara.
.
ek naav, ek khajuur ko bori aur ek talwaar.
iske alawa Nindbaad ab puuri tarah uparwale ke bharose par hi tha..
.
uske upari badan toh bilkul nanga tha,
kamar par ek bikini size ki chhoti nikkar aur uske ke niche thigh se shuru hokar uske paanv ki ungliyo tak pahuchti ek chust salwaar, jise leggings kehte hai.
.
barfile mausam mein aisi haalat mein zinda rehna bhi ek chamatkaar hi samja ja sakta hai.
ek miracle, ek ajuuba..!
.
saath mein rakhi khajuur ki bori mein se woh khajuur kha kar apni taaqat banaye rakha.
naav par uska koi control nahi tha.
hawa ki raftaar ke hisaab se, jiss direction mein woh chalti rahi, usey chalne diya
iisi ummid mein ke jab tak khajuur ke sahare jiya jaaye, ji lenge
aur fir.. jo bhi ho woh uparwaali ki marzi.
.
waise hi aur 3-4 din naav mein guzar gaye..
.
aur tabhi ek din..
subah subah hi..
usey duur duur ek dweep, ek island dikhaayi dene laga..
ped aur parbat ke bhi asaar nazar aane lage.
Nindbaad ne ab apne dono haatho ki madad se naav ko uus disha mein badhana shuru
kiya
itne dino mein pehli baar usne naav ki disha, khuud decide karne ka tay kiya
kyo ke usey ab koi manzil nazar aa rhi thi.
.
apne jism ki bachi hui sabhi taqat ko aazmate hue, aur puri saavdhani ke saath usne naav uus island ki aur le jana shuru kiya..
sirf apne haatho se naav ko chalana koi khel nahi tha.
yeh toh uski jabardast jismaani taaqat thi jo aaj uski kismat sanvaarne mein uski madadgaar bani.
jab thakk jaata toh ruuk jata kuch palo ke liye,
fir dugne zor se shuru ho jata
aur utni hi thakaan se fir nidhaal ho jaata.
magar ummid ek aisa tonic thi uske liye jo fir se uski himmat ko bator deti.
aur woh fir ek baar juut jata.
bich mein jitna kha sakey utne khajuur kha kar woh iis tilasmi maave se gajab ki taqat haasil karta rha.
waise bhi iis khajur ki garmi hi tohj thi, jo iis barfile-sard climate mein uske badan mein uurja aur garmahat paida kari rahi thi.
agle kuch ghanto mein woh jab kinare par pahucha, toh woh puri tarah thakk chuka tha..
.
.
woh jab kinare par utra, toh saath waali khajur ki bori, apni naav mein chhor kar sirf apni talwaar ko lekar.
kinare ki reit mein kuch der tak woh leita rha apni taqat batorne ke liye
aur uparwale ka shukriya ada karne ke liye, ke jiski rehmat se aaj woh zinda bacha tha.
.
.
+++++++++++++++
.
Fir kinare par ke jungle ko paar karte hue woh kariban 15-20mins chala hoga
toh ek maidaan mazar aaya, jiske bich-o-bich usey ek ghar dikhaayi diya..
kaafi.. matlab ke ekdam kaafi bada ghar tha yeh.
.
iiski height 100 foot ke aas paas thi, toh yeh ek badi building ke jaise dikh rha tha.
aas-paas koi nahi tha,
pura suum-saam ilaaka tha.
Nindbaad khush hua ke chalo kuch khane-piney ko to mil hi jayega yaha.
baaki ki baat baad mein sochenge..
.
.
toh woh chupke se uus ghar ke pichhwade se ghar ke andar gaya.
definetely yeh kisi vishaal raakshas ka ghar lagta tha..
kyo ke uus ghar ke darwaaze kariban 30 feet uunche thhe.
jara socho, 30foot uuche darwaaze.. do manzilo waali imaarat ki height 30foot hoti hai.
aur uski khidkiya aur chhatt bhi utini hi maatra mein unche thhe
yaar..normal-size ka kaun insaan itne bade ghar mein rahega,..?
kyo ke aise darwaazo ki bich-waali kadi-kundi ya stopper, latch, jo bhi kaho, woh lagane ke liye, kam se kam 10-15 foot ki height ka toh aap ko hona hi padega
warna darwaza bandh karne ki kundi tak bhi aap ka haath bhi nahi pahuchega..
.
toh jaruur yeh kisi rakshas ka ghar tha,
yeh baat toh tai thi.
magr Nindbad ne suna tha ke aise raakshaso ke paas kaafi sona-chandi hota hai.
aur yehi sona Nindbaad ko aisi jindagi de sakta tha jaisi ke woh chahta tha.
aur usi ke liye toh woh bhi apne bhai Sinbaad ki tarah dariyaai safar mein nikal pada tha
.
Sinbaad ki tarah, adventure se bhare kaarname karne ka uska ek maqsad ye bhi tha,
sona-chandi, hirey-jawahraat.
aur dusra maqsad tha..
khair jaane do..aap jaante to ho..
.
Darwaza thoda sa khula hua tha,
toh usne thoda dhakka diya aur woh kaafi khul gaya.
waise bhi woh kaafi taaqatwar aur unch-pura jawan tha.
lekin ek daanav ke saamne uska kuch chalne wala nai tha.
Itne bade ghar mein kaun reh sakta hai
uus baare mein uske doubts tabhi clear ho gaye, jab usne andar jaank kar dekha.
.
Andar rakhi hui kursi ke paanv 8 foot ki height wale the.
yaani ke 6.3ft ki heightwala yeh kadaawar naujawaan uus kursi ki seat tak bhi nahi pahuch pata tha.
aur uus kursi ke baaju mein rakhe table ka top zameen se 11 foot ki height par tha.
rasoi banane ke equipments aur saadhan waisi hi badi-badi size ke thhe.
Cup mein kam-se kam ek jug ke jitni chaai sama sakti thi.
aur chhuri-chaaku toh...
chhoro uus baat ko..jitna kahe woh sab kam hai.
.
yaar, ghar mein rehne waale sab kaha chale gaye hai..?
kaha hai woh giants ?
jara imagine karo Nindbad ko uus giant ke kitchen me khada hua..
6.3 feet uuncha woh naujawan
uske arms kaafi bade bade aur muscles se ubhre hue..
uski mardana chhati bhi waisi hi chaudi aur dhaal ke shape ki.
chhati ke muscular circle ke beech brown color ki uski woh chuchiya.
uske nichey peit par charbi ka koi naamo-nishaan nahi tha
aur kasrati badan par 6-pacs saaf dikhaai de rhe thhe.
upari nange hissey ke nichey..
badan se chipak ke rehnewala ek chuust leggings pehne thhe.
aur paanv mein leather ke shoes pehne hue thha,
.
Haath mein ek khulli talwaar thi.
kaale ghane baal thhe uske
jo ke uske kandhe tak pahuchte thhe,
magar aage se iis tarh se chhote katey hue tthe ke aanko ke upar na aa paaye.
Inn sab se Nindbaad kaafi handsome jawan lag raha tha.
.
toh yeh ek nau-jawan tha jo apni ek khulli talwaar ke saath, ek khaali rasoi-ghar ki checking kar rha tha, jaha har cheez kamse kam chaar guuna badi thi uus apne ghar ki cheezo se,
magar uski bachpan ki sabse purani yaad mein bhi, kabhi usey koi cheez utni badi nahi lagi thi, jitni ke yeh sab cheezein usey aaj lag rahi thi.
.
"yeh kya hai..? -ek aawaz ne usey chauka diya
aur ek jhatke se usne apni gardan ghumaai, pichhe dekhne ke liye uus darwaaze ki aur,
jaha se woh andar aaya tha...... (contd..)

No comments:
Post a Comment